TYPE OF TREND ? In general understanding, a trend is the broad upward or downward movement of a stocks price over time upward movement is called an uptrend while those which move lower over a period of time are said to be in a downtrend TYPE OF TREND ? IN STOCK MARKET? STOCK MARKET YA SHARE MARKET KUCH BHI KEH SAKTE HAI . SHARE MARKET ME TREND TEEN TYPE KE HOTE HAI TYPE OF TREND ? 1/ UPTREND 2/ DOWNTREND 3/ RANGE BOUND TREND 1/ UP TREND UP TREND KA MATLAB TREND YANI CHAL UPAR KI TARAF HAI. ISME HAMKO YE KARNA HAI KI JAB BHI GIRAWAT AAY TO HAMKO SHARES KHAREED LENA HAI , SELL NAHI KARNA HAI, EK BAAT YAAD RAKHO KI TREND UPAR KI TARAF HO YA NICHE KI TARAF HO YE SIDHIYO KI TARAH HI CHALTA HAI .UPTREND ME STOCK HAR BAAR HIGHER TOP OR HIGHER BOTTOM BANATA HAI, YANI USKA HAR NAYA TOP UPAR KI TARAF RAHEGA OR USKA HAR NAYA BOTTOM BHI UPAR KI TARAF HI RAHEGA. DOWN TREND 1/ DOWN TREND DOWN TREND KA MATLAB TREN DOWN TREND KA MATLAB YE HAI KE
Stock market for beginners & how to invest in share market JANYIE KYA HAI SHARE MARKET ?. SATTA BAZAAR, JUHA YA FIR EK BEHTAREEN BUSINESS , naam me hi jwaab hai, share , yaani hissa , market -yaani bazaar jab bhi aap kisi bhi company ke shares khareed lete ho to iska matlab ye hai ki aapne uss company ka hissa le liya ,uss company ke profit me aapka bhi hissa add ho gaya.aap shares bech kar bhi profit book kar sakte hoor company dividend ke roop me bhi aapko profit deti hai.