Many colleges and universities offer courses of study in business, economics, and finance. ... They are not designed or intended to teach a student how to trade in the stock market, although the introductory/basic courses would provide a good basic foundation of knowledge.
Should schools teach stock market?
Therefore it is important to teach students the basic concepts such as stocks, NSE, BSE, mutual funds, equity and others. ... Teaching college students the basics of share prices, their rise and fall and their impact on their investments is important to get them started on trading.
STOCK MARKET EDUCATION seekh jao to har cheej simple hai warna simple kaam bhi bahut mushkil lagta hai chalo basic jankari lete hai, so welcome to my blog STOCK MARKET EDUCATION
be simple....and buy simple / technical analysis for beginners
dont wast your time in tik tok, you should learn for earn money
AGAR AAP NAYE HAI TO YE BLOG SIRF AAPKE LIYE HI HAI.
SiKHNE KE LYIE TO SARI JINDAGI BHI BHUT KAM HAI, SIKHNE KI KOI UMAR NAHI HOTI,ISI LIYE BAS SIKHTE JAO .
MERE AANE WALE SABHI BLOG ME STOCK MARKET KI SABHI JARURI JANKARI MAI AAPKO JARUR DUNGI.
MERE PYARE DOSTON IS STOCK MARKET ME TOOLS OR INDICETORS TO BAHUT HAI JINKE SEKHNE KA FAYDA HAI BHI
OR NAHI BHI HAI.PR AGAR AAP IS MARKET ME NAYE HO TO AAPKO SIMPLE CHEJO SE HI SEKHNA CHAHIYE
BE -SIMPLE YANI SADHARAN RAHO
sadharan rahne ka matlab ye bilkun nahi ke aap bewakuf ban kar raho sadharan ka matlab ye hai ,
ke aap apne dimagh par jyadha jor mat do ke mai ye bhi le luu or wo bhi le lu bas ek hi din me crore pati ban jaaun,
friends na to koi ek din me crore pati banta hai or na hi ek saal me ye koi dominos ka pizza nahi jo aadhe ghante me aa jayga,
tarakki ki sidhi ek ek step rakhi jati hai yani tarakki dhere dhere milti hai ,
ek din ya ek mahine me ya to koi chor hi crore pati banta hai ya koi thagh ya koi juhari ya koi bank lutne wala E. T .C
OR mai aapko ye bata duun ke aise paise kabhi nahi tikte. halal paisa tikta bhi hai or usme sukun bhi bhut rehta hai .
agar aapke paas paise kam hai ya bhut kam hai to bhi aap do rupe wale ya 5-10 rupe wale shares kabhi bhi mat kharido,
ek hi share kharido par acchi company ka kharido ye hamesha yaad rakho ke company par bhut jayadh karaz na ho.
BUY SIMPLE IN STOCK MARKET ;- YAANI SADHARAN TARIKE SE HI SHARES KHARIDO
SHARE MARKET ME INDICETORS TO BHUT HAI PR HMEN ASAN INDICETORS PAR HI KAAM KARNA CHAHIYE,
INDIA ME SHARE MARKET SE JYADA TER LOG BHUT DARTE HAI 90 FISADI LOG TO ISKO JUHA HI SAMJHTE HAI,
FRIENDS JO KAAM AAPKO KARNA NAHI ATA WO HAR KAAM JUHA HI HAI ... CHAHE WO SHARE MARKET HO ,
YA FIR KOI DUKAN HO, YA KOI BHI BUSINESS HO YA FIR KOI CHAT KI DUKAN HI KYOU NA HO.
AAP PEHLE stock market SEKHO USKE BAAD hi SHARE MARKET ME KAAM KRO PAISON KI YEHA PAR KOI KAMI NAHI HAI,
HAR CANDLE KO READ KRO HAR CANDLE KUCH KEHTI HAI
AGAR AAP CANDLE PADHNA SEEKH GYE TO SAMJHO KI AAP AADHI JANGH JEET GYE.
NIFTY -50 KE STOCK ME HI TRADE KREN
aap agar beginners ho yani stock market me agar aap naye ho to aap sirf or sirf nifty -50 ke shares hi Uthao apko paid trainers ko high fees dene ki koi jarurat nahi.
google SE or mere blog SE apko itna kuch sIkhne ko milega ki apko stock market sekhne ke liye kisi ko bhi koi bhi fees dene ki koi jarurat nahi hai
https://sharemarketsanam.blogspot.com/?m=1
https://mtmil.blogspot.com/2020/02/upgrading-to-new-smartphoneare-you.html
agar mere samjhane ka tarika aapko thora sa bhi acha lage to mere blog ko share jarur kare,or agar mere samjhane ka tarika aapko acha nahi laga to comment kar ke jarur bole ki kya acha nahi laga ,taki mai improve kar sakuu.
mere aane wale har blog me mai bhut asaan or simple tarike se aapko stock market mai bhut sara paisa kamana sikhaugi, wo har tools indicator technical analysis bataugi,
jiske MUNIL SINGLANI ,SUNDER OR kipul waushikkk 50 hazar se lekar ek lakh tak ki fees lete hai.
THANK YOU .
Nice and easy
ReplyDelete