Who becomes Crorepati in share?
SHARE MARKET KYA HAI?// A stock market , equity market or share market is the aggregation of buyers and sellers of stocks
which represent ownership claims on businesses,these may include securities listed on a public stock exchange
as well as stock that is only traded privately, such as shares of private companies
https://sharemarketsanam.blogspot.com/?m=1
SOME FREE TIPS
HAR din analysis karo chart dekho option chain dekho data dekho har chez ko dekho. ki market kaha jaa rahi hai. stock uptrend me hai ya downtrend me hai.
AAP har news par nazar rakho.FII-DII kya kharid rahe hai kya beche rahe hai uss par nazar rakho. YAAD RAKHO STOCK MARKE ASAN NAHI HAI ,HAME APNI MEHNAT SE ISKO ASAN BANANA HAI..
stock market ki har candle ko samjho. HAR candle ko padho analysis krte raho.
DEKHO ki market kaha par hai ,har sauda soch samajh kar uthao kyouke paisa apka hai
ye apko sochna hai ki paise se or paisa banana hai ya apne paiso ko dubana hai
stock market ho ya koi bhi kaam ho smart work karo na ki hard work har analysis karne se pahle apne aap se kaho ki mai ye kar sakta hu ya kar sakti hu
READ MY MORE BLOGS
agar mere samjhane ka tarika aapko thora sa bhi acha lage to to mere blog ko share jarur kare,
or agar mere samjhane ka tarika aapko acha nahi laga to comment kar ke jarur bole ki kya acha nahi laga ,taki mai improve kar sakuu,
mere aane wale har blog me mai bhut asaan or simple tarike se aapko stock market mai bhut sara paisa kamana sikhaugi,
wo har tools indicator technical analysis bataugi jiske
MUNIL PINGLANI , kipul paushikkk SUNDER OR BHI NA JANE KON KON JO KE IN SAB KE 50 hazar se lekar 2 lakh tak ki fees lete hai
.aap mere har blog ko www.stocktalkwithsanam.in par visit kar sakte hai.
thank you
Comments
Post a Comment
sharemarketsanam@gmail.com