option chain analysis part 2 is a list ortable of all available options contracts. it includes stocks and index with put call option,for… option chain analysis part 2 OI] ka matlab hai [open interest] yani kitne logo ka interest hai CHNG IN OI] ka matlab hai ki previous day ke mukable isme kya badlaaw hua chahe ye kam hua ya badha VOLUME] ka matlab number of contract trading, matlab is date ke din kitne contract trad hue. LTP] iska matlab ye hai ki is strike price ke option ko kharidne ke liye aapko kitna premium dena hoga. NET CHNG] net change ka matlab ye hai ki premium me kitna change hua. BID QTY] bid qty ka matlab ye hai ki kitne buyers hai . BID PRICE] iska matlab ye hai ke buyers ne kitna price rakha hai. ASK PRICE] iska matlab ye hai ke sellers ne kya price cod kiya hai. ASK QTY] iska matlab ye hai ke yeha kitne sellers hai. ye sab ham apne OPTION CHAIN ANALYSIS PART[1] IN HINDI me padh chuke hai ab hamko ye janna hai ki in the money or out of the money me logo ka
Stock market for beginners & how to invest in share market JANYIE KYA HAI SHARE MARKET ?. SATTA BAZAAR, JUHA YA FIR EK BEHTAREEN BUSINESS , naam me hi jwaab hai, share , yaani hissa , market -yaani bazaar jab bhi aap kisi bhi company ke shares khareed lete ho to iska matlab ye hai ki aapne uss company ka hissa le liya ,uss company ke profit me aapka bhi hissa add ho gaya.aap shares bech kar bhi profit book kar sakte hoor company dividend ke roop me bhi aapko profit deti hai.