What is candlestick used for?
what is candlestick ? candlestick are graphical representations of price movement for a given period of time they r commonly formed by the opening ,high ,low ,and closing prices of a financial instrument .if the opening prices is above the closing price then a filled [normally red or black]
na jane aap kitni sari video youtube par or MOJ par dekhte rehte hoge
jiske dekhne ka koi faydah nahi mobile par time barbad karne se acha kyou na kuch seekh liya jay.
mai apne blog ke zariye apko simple or asan tarike se stock market se paise kamane ka tarika sikhana chahti hu.
bas aap mere har blog ko do teen baar ache se padho .or dhiyaan se padho jisse ke aapko ache se samajh aa jaay.
fir aap stock market se bhut paise kama sakte ho .mera blog ek baar zarur padhe
mai sabhi ourton se ye bolna chati hu ki agar mai business kar sakti hu, to koi bhi kar sakta hai.
yaa mai agar stock market se paise kama sakti hu to koi bhi kama sakta hai, jab tak zindagi hai kyou na apne pairo me khade hone ki puri koshish ki jaay . shuru me mushkilen bhut aati hai,
par ek baar jab aap stock market seekh jate ho na to bada maza aata hai kaam karne me
mai sabse pahle aapko ye batana chahti hu ki candlstick hota kya hai?
ye japan ka ek japanese word hai jiska istemal stock market ke trading me lkiya jata hai.chahe candle green ho ya candle red .
har candle me hame 4 kisam ka price dekhne ko milta hai, neche diye gaye pitcher ko dhiyan se dekho
candlestick pattern by sanam
apne dekha ki ek candle me 4 price hote hai
no 1 ] open- jab stock market subah 9:15 me khulta hai , to jis price me market khulta hai [use open price kaha jata hai].
no 2] high - candle ke upar wick ka jo akhri nok hota hai, usey high kehte hai
yani uske upar price uss din nahi gaya.
no 3/ low- candle ke neche ke wick ka jo akhri nok hota hai, usey low kahte hai
yani uss din stock ka price uss price ke nechey nahi jayga.
no 4/ close- yah akhri kimat hai jis price par bazar band hua

BEARISH YAA FIR RED CANDLESTICK
- bearish candlestick bhut colour me hota hai,lekin jyadah tar black yaa red colour ka hi istemal kiya jata hai
- red candle ka open upar ki taraf hi hota hai, or close hamesha neche ki tarf hi hota hai
- high upar ki taraf hota hai or low niche ki taraf hota hai

BULLISH YAA FIR GREEN CANDLE
- Bullish candlestick bhi bhut sare colour me hote hai ,
- lekin jyadah tar white ,blue, ya fir green colour ka hi istemaal jyadah kiya jata hai
- green candle ka open neche ki taraf hota hai or close hamesha upar ki taraf hi hota hai
- bullish candle ka high upar ki taraf hota hai or low neche ki taraf hota hai
RED YA GREEN DONO HI CANDLE ME EK CHEEZ COMMON HAI ,KI [DONO HI CANDLE ] KA HIGH OR LOW SAME HI HOTA HAI.

CANDLESTICK PATTERN KYA HAI
SHARE MARKET ME KAAM KARNE KE LIYE HME YE JANNA BHUT JARURI HAI KI CANDLESTICK PATTERN KYA HAI. ISKE ADHAR PAR HAM, YE PATA LAGAA SAKTE HAI KI HME MAAL KAHA PAR UTHANA HAI. OR KAHA PAR BECHNA HAI.
iski puri jankari lene ke liye mera blog WHAT IS CANDLESTICK ? HINDI ZARUR PADHE.

MERE YE BLOGS BHI PADHE
What is insider trading and why is it illegal? part 2
- https://sharemarketsanam.blogspot.com/2022/02/russia-announces-end-of-crimea-military.html
.aap mere har blog ko www.stocktalkwithsanam.in par bhi visit kar sakte hai
THANK YOU .
https://sharemarketsanam.blogspot.com/?m=1

Comments
Post a Comment
sharemarketsanam@gmail.com