DOUBLE TOP PRICE PATTERN in hindi the target is measured vertically from the highest point to the bottom of the trough between the 2 peak
DOUBLE TOP PRICE PATTERN in hindi
in DOUBLE TOP PRICE PATTERN
the target is measured vertically from the highest point to the bottom of the trough between the 2 peaks.
it is then projected down from the breakout bellow the neckline
STOCK MARKET me aapne double top ka naam na jane kitni baar suna hoga
ye pattern bhut hi common pattern hai, or ye aapko lagbagh har chart me dikh jayga
CHART PAR DEKHTE HAI
JAISE KI AAP UPAR DEKH SAKTE HAI STOCK KA PRICE UPAR GAYA OR USNE EK TOP LAGAYA or fir neeche ki taraf aa gaya
dusri baar fir stock upar ki taraf jata hai lekin jo top usne pichli baar lagaya thaa
wo usko kaat kar upar nahi jaa saka or dobara se usi top ko chu kar niche ki taraf aa gaya isko ham kahte hai double top
lekin jab ye stock niche wali black line ko kaat kar niche ki taraf aane lage
to ye double top confirm ho jata hai
iska matlab ye hai ki ab ye ek baar niche ki taraf zarur jaayga
double top pattern ko aap apne desktop ya mobile par hi dekh kar samjhe
ye drawing sirf maine aap logo ko samjhane ke liye hi banaye hai lekin is pattern ko aap apne mobile ya desktop par agar dekhenge
to hi aap stock market me expert ban payenge, double top pattern ko M pattern bhi kaha jata hai
agar aapne aisa koi stock le rakha hai jisme M PATTERN bna hai to ye stock aapko kam se kam 20 rs ka profit to zarur dega
or ye is stock ka pehla target hoga uske baad aap apne hisab se apne stock par drive karte raho
lekin agar ye pura M bana kar dobara se upar ki taraf jane lage to iska matlab ye hai ki isne M pattern ko kharab kar diya
jaise ki aap Ashoka ke chart par niche double top ya M pattern ko dekh sakte hai aap har din chart ko or option chain ko zarur dekho or analysis karte raho
uske baad aap khuub swing trading karo or khub kamao
usi tarh se double bottom pattern bhi hota hai jo mai apne agle blog me likhugi
agar mere samjhane ka tarika aapko thora sa bhi acha lage to mere blog ko share jarur kare,
or agar mere samjhane ka tarika aapko acha nahi lagato comment kar ke jarur bole ki kya acha nahi laga ,
taki mai improve kar sakuu,
mere aane wale har blog me mai bhut asaan or simple tarike se aapko stock market mai bhut sara paisa kamana sikhaugi,
wo har tools indicator technical analysis bataugi jiske MUNIL PINGLANI
,sunderOR kipul paushikkk 50 hazar se lekar 2/2 lakh tak ki fees lete hai
.aap mere har blog ko www.stocktalkwithsanam.in par free me visit kar sakte hai
AAP MERE YE BLOG BHI ZARUR PADHE
4..OPTION CHAIN ANALYSIS PART 2 IN HINDI.
GRAVESTONE DOJI / SHOOTING STAR
READING CANDLES ON STOCK CHARTS
https://sharemarketsanam.blogspot.com/?m=1
https://stocktalkwithsanam.in/double-top-price-pattern-in-hindi/
https://mtmil.blogspot.com/?m=1
ye sab mere hi website hai please inhe bhi zarur padhe
- Get link
- X
- Other Apps
Labels
price pattern- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment
sharemarketsanam@gmail.com